100% Home-Made & Pure

घर की मिठास और शुद्धता का स्वाद

अमदिव्या (Amrivya) लाता है आपके लिए घर का बना अचार (नींबू, हल्दी, आम), घर पर पिसे मसाले (हींग, हल्दी, मिर्च, धनिया) और शुद्ध कच्ची घानी का तेल (सरसों, तिल, मूंगफली, नारियल)।

No Preservatives
Ghar Par Pise Masale
Kacchi Ghani Tel
Amrivya Spices and Oils

100% Pure Guaranteed

Ghar Ka Asli Swad

Aap Apne Manpasand Platform Se Bhi Mangwa Sakte Hain

Blinkit
Flipkart
Amazon
Zepto

Hamare Pure Products

Ghar ke bane aachar, ghar par pise masale aur shuddh kacchi ghani tel ki range. Direct WhatsApp par rate aur jankari ke liye inquire karein.

Hamari Kahani

Kyun Chuney Amrivya?

Amrivya ki shuruaat ek hi uddeshya se hui hai - har ghar tak bina kisi chemical ya preservative ke, ghar ke haath ka bana asli swad aur shuddhata pahunchana.

Humare aachar (Nimbu, Haldi, Aam) ghar par पारंपरिक recipes se taiyar hote hain. Masale (Hing, Haldi, Mirchi, Dhaniya) ghar par hi pise jaate hain taaki unki asli khushboo bani rahe. Aur humara tel (Sarson, Til, Moongfali, Nariyal) 100% kacchi ghani se nikala jata hai.

Ghar Ka Bana

100% Pure & Hygienic homemade preparation.

Zero Chemicals

Koi artificial color ya preservatives nahi.

Amrivya Quality

Aam Taur Par Poochhe Jane Wale Sawal

Amrivya products aur inquiry process ke bare mein jankari.

1. Product ke rates kaise milenge?
Aap kisi bhi product ke niche 'Inquire' ya 'WhatsApp' button par click karke direct humse WhatsApp par rate list aur delivery detail praapt kar sakte hain.
2. Kya sabhi masale ghar par pise gaye hain?
Ji haan! Amrivya ke sabhi masale (Hing, Haldi, Mirchi, Dhaniya) shuddh beejon aur roots se ghar par hi peese jaate hain bina kisi मिलावट ke.
3. Delivery kahan kahan uplabdha hai?
Hum courier dwara poore India mein delivery karte hain. Iske alawa humare products e-commerce platforms par bhi jald available honge.

Rate Inquiry List